01 November 2009

what i have lost, i miss it all

"samandar ko mein paa kar bhi aaj pani ko tarasta hoon,
mauje hilore le rahi, tanha rawani ko tarasta hoon,
hai kaanch ka dil ye, wo patthar, ye seeshe toot jate hain,
mein fir wahi bachpan wahi aanchal usi nadani ko tarasta hoon"