" woh dard bhi pyaara hai jo khud se door kar de mujhe,
ke teri yaad bhi tanhaii me ab jeene nahi deti"
"itna keh kar hi mude the ki dard-e-dil kya samjhe ge hum,
ke bas ek anshu challak kar kadmon pe unke gir gaya"
"pehle rakha tha palak pe aur fir ye tod diya,
humne to dil hi diya tha, ab khilona ho gaya"
"jab bhi nikle uski gali se log hum pe haste hi mile
dekh mohobbat teri gali me fir se ruswa hone chale"
"yakeen bhi karte hai aur imtehaan lete hain,
jane kiss haq se ye log khuda ka naam lete hai ?"